SAYRI [1] Kahiin To Hoga Jukebox
chand ne rab se chandni mangi suraj ne rosni magi
rab ne hamari chahat puchi to Hamane apki khushi mangi
SAYRI [2]
cHAND KA KYA KASUR AGAR RAT BEWAFA NIKALI .KUCHA DER THAHARI FIR CHAL NIKALI
UNASE KYA KAHE VO TO SACHE THE , SAYAD HAMARI TAKDIR HI HAMSE KHAFA THI
SAYARI [3]
DARD ME KOI MOSAM PYARA NAHI HOTA DIL HO PYASA TO PANI SE GUJARA NAHI HOTA
KOI DEKHO TO HAMARI BEBASI . HAM SABKI HO JATE HE MAGAR HAMARA KO NAHI HOTA
SAYRI [4]
JINKI AANKHE ANSU SE NAM NAHI, KYA SAMAJ TE HO USE KOI GAM NAHI
TUM TADAP KE RO DIYE TO KYA HUVA , GAM CHUPA K HASANE VALE BHI KAM NAHI
SAYRI [5]
DIL SE CHAHO TO SAJA DETE HE LOG .SACHE JAJBAT KO THUKHARA DETE HE
LOG KUYA DEKHE GE INASAN KA MILAN, SATHA BETHE DO PARINDO KO BHI UDA DETE HE LOG.
SAYRI [6]
YE SAHI KE INSAN KO GUSSA NAHI KARNA CHAHIYE
PAR JO INASAN JYADA GUSSA KARATE WO PYAR BHI UTAN ADHIK KARATE HE
KYU KI LAL RANG KHATARE KA NISHAN HE TO ,
GAHARA PYAR KA BHI NISHAN HE
SAYRI [7]
NA SETHA HE KOI NA KOI HAMSAFAR HE KOI . NA HAM KISI KE NA HAMARA KOI HE
PAR APAKO DEKHA KAR KAH SAKATE HE KI DOST T HAMARA KOI HE
SAYRI [8]
JATE-JATE USANE YETO KAH DIYA , KI APNA KHAYAL RAKHANA ,
PAR USAKI AANKHE BAR BAR YE KAHA RAHITHI KI AB MERA KHAYAL KON RAKHE GA
SAYRI [9]
HAME UNASE KOI SIKAYAT NAHI ,, SAYDA HAMARI KISMAT ME CHAHAT NAHI
MERI TAKDIR LIKHAKAR TO UPAR VALA BHI MUKAR GAYA . PUCHA TO KAHA KI YE MERI LIKHAVAT NAHI
SAYRI [10]
VO KAHATE HE KI BHULA DO PURANI BATO KO, KESE BATAU UNAHE KI
ISAQ KABHI PURANA NAHI HOTA
SAYRI [11]
ZINDAGI ME DO LAMHE BAHOT TAKLIF DETE HE ,
1 WO JIS SE MOHABBAT NA HO USAKE SATHA RAHNA ;
1 WO JIS SE MOHABBAT HO USAKE BAGER RAHENA
SAYRI [12]
KISI KE DIL K CHOT PHUCHA KAR , MAFI MAGNA BAHUT AASAN HE
LEKIN KHUD CHOT KHAKAR , KISI KO MAFI KARANA BAHUT MUSKIL HE
SAYRI [13]
PIPAL KE PATTO JESA NA BANO , JO WAQT AANE PAR SUKHA KAR GIR JATE HE
BANNA HE TO , MAHADI KE PATTO KE JESA BANO ,, JO KHUD PICHA KAR DUSRO KINZINDAGI ME PANG BHAR DETE HE
SAYRI [14]
ANSU KO SAMJAYA KI U NA AAYA KARO ,MAHAFIL ME MAJAK UDAYA KARO
USA PAR ANSU BOLE , MAHAFIL ME AKELE PATE HE , YAHI SOCHA KAR CHALE AATE HE
SAYRI [15]
MAT FEK PATTHAR PANI ME. USE BHI KOI PITA HE
MAT RAHO U UADAS ZINDAGI ME , TUMHE DEKHA KAR KOI ZITA HE
SAYRI [16]
SO JATE HE HAR KOI APANE KAL KE LIYE ,
PAR YAH KOI NAHI SOCHATA KI
AAJ JINKA DIL DUKHAYA HE JINKA , WO SOYA KI NAHI
sayri [17]
INASAN AK DUKAN HE ,JUBAN USAKI, TALA KHULATA HE
TABHI MALUM PADATA HE KI
DUKAN SONE KI HE ,YA KOYALE KI
SAYRI [18]
RISTE PANCHI O KI TARA HOTE HE , JOR SE PAKDO TO MAR JATE HE
THIRE SE PAKDO TO UDA JATE HE , LEKIN PYAR SE PAKDO K RAKHO TO
TO ZINDAGI BHAR SATHA DETE HE
SAYRI [19]
KISI KA YE SOCHA KAR SATHA MAT CHODANA KI ,USAKI PAS KUCHA NAHI TUMHE DENE K LIYE
BAS YE SOCHA KAR SATHA NIBHA NA KI ;USAKE PAS KUCHA NAHI KHO NE K LIYE TUMHARE SIVA
SAYRI [20]
LADKIYA HAMESHA UNHE PYAR KARTI HE , JO UNHE CHOD DETE HE
ARU UNHE CHOD DETI JO , UNASE PYAR KARTE HE
SAYRI [21]
TUFAN ME TASHA KA GAR NAHI BANTA ' RONE SE BIGADA MUKANDAR NAHI BADALATA
DUNIYA KO JIT NE KA HOSLA RAKHO
AHK HAR SE KOI FAKIR AUR ;AK JIT SE KOI SIKANDAR NAHI BANTA
SAYRI [22]
AGAR DO LOGO ME KABHI LADAI NA HO, TO SAMJA LENA KI
RISTA DIL SE NAHI DIMAG SE NIBHAYA JATA HE
SAYRI [23]
THOKAR LAGNE PAR BHI MANJIL TAK BHATAK NA, SAYAD TALASH USE KAHATE HE
DIL K TUKADO PAR HASNA , SAYAD ZINDA DILI ISE KAHATE HE
TUTE KHANDAR ME BINA TEL KE DIYA ZALA NA, SAYASD UMMID ISE KAHATE HE
GIR JANE PAR BHI FIR SE KHADA HONA, SAYAD HIMMAT ISIKO KAHATE HE
ARU YE UMMID. HIMMAT.CHAHAT.TALASH., SAYAD ZINDAGI ISIKO KAHTE HE
sayri [24]
zindagi ki har subha kucha sarta lekar aati he
aur , zindagi ki harsham kucha tajurba dekar jati he
sayri [25]
" manusya ki vastvikpunji than ,nahi balki uske vichar he
qki than to kharidaro me ,dosro k pas chala jata he
par . vichar apane pas hi rahte he .
sayri [26]
kat na sake koi patanga aapki , tute na kabhi dor visvash ki
chulo aap zindagi ki sari kamyabi , jese patnga chuti unachai aasaman ki
sayri [28]
din jo gujar rahe he u hi , rate bhi gujar rahi hi u hi
koshish to bahot ki dil , fir bhi juban par bat rah gai u hi
SAYRI [29]
HAKUMAT WO HI KARTA H JISKE DILO PAR RAJ HOTA HE
VARANA, U TO GALI ME MURGAO KE SIRO PE . TAJ HOTA HE
SAYRI[30]
kon he aesa so gavara nahi, aaj uhi dil bekarar nahi
usaka atabar he mujako , zinadgi ka arabar nahi
sayri [31]
DIL ME KISI KE RAH KIYE JA RAHA HU ME , KITANA HASI GUNAH KIYE JA RAHA HU ME
U HI ZINDAGI GUJAR RAHA HU TERE BAGER , JESE KOI GUNAH KIYE JA RAHA HU ME
SAYRI [32]
KABHI DOSTI KAHENGE KABHI BERUKHI KAHENGE , JO MILA TUMSA USE HAM ZINDAGI KAHENGE
TERA DEKHANA HE JADU TERI GUFTALU HE KHUSBU , JO TERI TARAH CHAMKE USE HAM ROSHANI KAHENGE
SAYRI [33]
VAH NAHI BADNAM JISANE DIL KO PEDA , KIYA DIL SE JO PEDA HUI VAH AARAZOO HE BADNAM
SAHER ME TERE KARAKE WAFAYE HAM TO HUYE BADNAM , KISSA APANA KISSA SUNAYE HAM TO HUYE BADNAM
SAYRI [34]
KAR DIYA DIL KO JAKHMI ADAYE DIKHA KAR , KHUB BADAL DIYA BEWAFA TADAPTA DUKHA CHODAKAR
SAYRI [35]
KHUDA KA JIKRA KARE YA TUNHARI BAT KARE , HAME TO ISAQ SE MATALAB KISI KI BAT KARE
KADAM KADAM JAHA MOT INTAJAR KARE , BADA MAJA HE AGAR ZINDAGI KI BAT KARE
SAYRI [36]
AAKHO ME DUR SUBHAH K TARE CHALE GAYE , NIND AAGAI TO GAM KE NAJARE CHALE GAYE
DIL THA KISI KI YAD ME KHOYA AUR HAM , SISE ME ZINDAGI UTAR TE CHALE GAYE
SAYRI [37]
ZINDAGI TUJAKO MANANE NIKALE , HAM BHI KISI DARJA DIWANE NIKALE
KUCHA TO DUSMAN THE MUKHALIF SAFAR ME , KUCHA MERE DOST PURANE NIKALE
SAYRI [38]
DIL KO GAME_THYAN GAVARA HE ENA DINO ,
PAHELE JO DARD THA VAHI PYARA HE ENA DINO
YE DIL JARA SA , DIL TERI YADO ME KHO GAYA,
JARY KA AANTHIYA KA SAHARA HE ENA DINO
SAYRI [39]
MUJASE AB MERI MOHABBAT KE FASANE NA KAHO ,
MUJAKO KAHENE HO KI MENE UNHE CHAHA HI NAHI
SAYRI [40]
HAM UHI APANI ZINDAGI SE MILE ,
AJANABI JESE AJANABI SE MILE
HAR WAFA AK ZURMA HO GAYA ,
DOST KUCHA ASI BERUKHI SE MILE
SAYRI [41]
ZINAGI AK HE AUR TALAB GAR DO
JO AKELI MAGAR JO KE HAK DAR DO
SAYRI [42]
DUSWAR HOTI ZALIM TUJAKO BHI NAND AANI ,
LEKIN SUNI NA TUNE TUKNI KAHANI MERI
MANJUR ZINDAGI SE TERA HI DEKHANA THA ,
MILTA NAHI JO TUHI . FIR KYA HE ZINDGANI
SAYRI [43]
KHUSHA NASEEB HE LAKHO DUNIYA ME ,
JO KUCHA KARKE NIKAL GAYE
AK HAM BHI HE JAMANE ME ,
JO SIRF NAM LEKAR MAR GAYE
SAYRI [44]
DINME KARTE HE HAM MEKAP ,
RAT ME MEKAP SAF HOTA HE
DINBHAR TUM SATATE HO ,
RAT HAR GUNAH MAF HOTA HE
SAYRI [45]
TUJE DO ZAHA KI KHUSI MILI , MUJE DO JAHA KA ALAP MILA ,
WO TERI NAJAR KI TALASH THI,YE MERI NAJAR KI TALASH HE
MERI CHAHATO KO MITA K BHI , TERE GAM NE DI MUJAK ZINDAGI
TERA NAM UHI MIL GAYA , UMARYA BHAR KI TALASH HE
SAYRI [46]
KAHI BIJLI , KAHI GUCHALI , KAHI SAIYAD KA KHATARA
FALE-FULE ISA GULSAN ME , SOKHE AASHIYA KYO KARE
SAYRI [47]
PAHELE DIL JANE JA HE BAHUT SAKHT JA ,
YE NA SAMJO KE JUDAI ME MAR JAYENGE HAM
ZINDAGI KAR HI JATI HE INSAN KI BAT
BAT RAH JAYEGI , DIN GUJAR JAYENGE
SAYRI [48]
ZINDAGI KYA HE , AK PAHELI HE , KABHI DUSMAN , KABHI SAHELI HE
CHU KE DEKHA TO MAHEFIL E YARO , APNI APANI JAGAH AKELI HE
SAYRI [49]
.... MERE HOTHO PE SANAM TERA NAM RAHENE DO , RISTE TOD DO MAGAR DUVA RAHENE DO
LOT AAUNGA GUJARI BAHARO KI TARAH , MERI CHAHAT ME APANI CHAHAT KA JAM RAHENE DO
SAYRI [50]
......Palkon mein kaid kuch sapne hain , Kuch begane aur kuch apne hain,
Na jane kya kashish hai in khyalon mein , Kuch log dur hoke bhi kitne apne hai
sayri [51]
Pyar aur Maut se Darta Kaun Hai… Pyar to ho jata he Ise Krta Kaun Hai
Hum to Kar de Pyar me Jaan Bhi Qurban , Par Pata to Chale hmse Pyar Karta kaun hai
sayri [52]
manzilon se apani dur mat jana ,raste ki pareshaniyo se toot na jana
jab bhi jarurt ho zindagi mein kisi apane ki , ham Aapake apane he kahi bhula na jana
sayri [53]
teri dosti ne muje bahot kucha sikha diya , meri khamosh duniya ko jaise hasa hansa diya,
karjadar hun main us khuda ka jinhe , mujhe tere jeise dist se mila diya
sayri [54]
Ho chuki mulakaat abhi salaam baaki hai
Tumhare naam ki do ghoont sharaab baki hai
Tumko mubarak ho khushiyoon ka shamyaana
Mere naseeb me abhi do gaz zameen baki hai…